Khuda se hai yehi meri guzaarish,
sabke sapne puree hone ki khwaaish,
paisa nahi toh naaa sahi magar pyaar ki karde humpe baarish,
yehi hai mere is chote se dil ki khwaaish,..........
TheBlackPearladventures ~ A blog where i pour in my experience.. Come enjoy the journey as we explore mother earth,nature, India on my BlackPearl From Bike Rides~ Photos and Tales...to Shayari and some Gyaan... Enjoy it all!
Dec 6, 2009
Dis is for people who r close to my heart!!!!
dis is DEDICATED TO all MA CLOSE Frnz & People CLOSE TO ma HEART!!!!
thnxs for being der wid me alwayz....i hope u al wil b wid me 4eva in LYF!!LOVE U ALL
Zindagi mein kayii log aayee,kayii yuhi aake chale gayee,
Magar aap humaare dil-o-dimag pe chaa gayee,
Aapke juda hone se zindagi ke saare rang feeke pad gayee.....
Magar waqt ke saath sabhi aage badh gayee....hume yaado ke sahare zindagi jinaa sikhaa gayeee.......
Jab bhi dekhta hu uss nile aasman ki taraf..yehi khyaal aata hai...
Mano meri zindagi ke aasma ke saare taare tutt ke bichad gayee mujhse....
magar humesha dur rehkar b saath dena ka waada kar gayee mujhse!!!!!

Dec 4, 2009
My EXPERIENCE wid EXAMS..
4th Dec 2009@ 1.40am.........
i wrote this while studying for MATHS-1
hope u lyk it....
College ki exams ke liye saari saari raat jagna,
jaag jaag ke padhna,
even d worst ...aankho me neend bhari hai magar portion baaki hai...jst pass hone ki tammana leke padhna ,
subhe jaldi uth ke padhna.....last minute tak padhna,jitna saalbhar me nahi padha utna ab ek din me padhna,
college me pahuchne pe dosto se puchna "IMP kya lagta hai...PASS hone ki liyee kya kya padhu??"
Paper hall me jaate hue padhna....last minute pe answer ko yaad karne ki koshish karna...
jo saal bhar nahi kiya use aaj 2min me khatam karne ki koshish karna..
Paper deke RELAX ho jaana....toh Result ki date sunke thoda sa tension me aana....
Jiss subject me doubt ho unke teachers ko jaake pyaar se daya bhari shakal banake puchna ..."Mam/Sir Did i clear it??"
Aur unka hume aise dekhna aur xpressionz banana jaise mano humne kuch aisa pucha ho jo hume nahi puchna chahiye tha....
Aur fir RESULT ke din:-
Pass hue toh sab ke saath milke masti karna....aur agar ....agar fail hue toh mann me ek faisla lena NEXT SEM me sab clear karna hai chahe kuch b ho jayee...planing aaj se shuru karenge..stdy kal se :P :D..coz rite nw DOSTO ka PASSing celebrate karna hai...
Conclusion:-
Chahe kuch b ho jayee dosto.
yeh silsila yuhi chalta rahega,
desh toh aage hi badta rahega,
aaj hum hai kal koi aur iss halat me hoga,
apna kuch ho na ho..saala colg ka bank balance har sal badta rahega ..
hume kuch mile na mile collegeko har saal naye bakre milte rahnge...
aur hum jaise the bas waise hi rahenge.....
hum mar mar ke padh rahe hai exams me pass hone ke liye yeh un teachers ko kaun samjhaaye???
paper easy nikalo toh EXAMS yeh CHEEZeee hume b samajh me aaye :P :D
Note:-frnz,
i hope nt al bt most of u wud agree ??
w8n fr ur comentz,feedbakz...
please share ur feelings during exams....results n al ova here..
ALL D BEST TO ALL d STUdENTZ APPEARING in d EXAMINATION.....
&
SALUTE TO ALL THOSE WHO DIED TRYING TO CLEAR DEM!!

Subscribe to:
Posts (Atom)