Oct 11, 2009

Zindagi....................

zindagi me kabhi shayri likhunga yeh kabhi socha naa tha,
zindagi iss tarah karwat badlegi ye kabhi socha naa tha,
zindagi jaise socho waise hoti nahi,
jisse chaho woh cheez kabhi aasani se milti nahi,
ye zindagi hai badi kimti,issee yuhi mat gawao dosto,
kisi ko hasa nai sakte,to usse rulaya naa karo dosto...

No comments:

Post a Comment

My followers...Join in the list & be a part of it..!!